LPG Gas Subsidy Amount Online Kaise Check Kare
LPG Gas Sabsidy kaise check Kare
Hello Friends ager aapki LPG gas subsidy amount achanak se bank account me aane se ruk gayi hai ya aapko nhi pta hai ki aapki gas subsidy ke paise bank account me aa rhe hai ya nhi to ye post aapke liye bahut hi helpful rehne wali hai, ish liye ishe last tak jarur padhe.
Aaj ish post me hum aapko ek aisa trika btayenge jiske dwara aap ghar baithe apne LPG gas ki subsidy details online check kar skte hai aur pta kar skte hai ki aapke LPG gas subsidy ke paise bank account me aa rhe hai ya nhi. To chliye shuru karte hai. Iske liye humne kuch steps btaye hai inhe follow kare.
Steps are given Below :
1st Step : Clik in this Site www.mylpg.in Is Link par clikj Kare
2nd Step : Uske baad aisa page open ho jayega.
Yahan par apko apne gas cylinder par click karna hai. Jaise ager aap bharat gas use karte hai to Bharat Gas Cylender par click kare.
3 Uske baad aisa page open ho jayega.
4th Step : Yahan ‘Audit Distributor’ par Clik kare.
5th Step : 4. Uske baad aisa page open hoga.
A : Yahan apne distributor ka naam dale. ( Ye aapko gas passbook me mil jayega. )
B : Yahan wo year select kare jiski details aap dekhna chahte hai.
C : Yahan “Domestic” hi rehne Dijye.
D : Last me “Proceed” Par clik kar de.
Ager aap chahe to Normal Search me apna State, District, aur Distributor select karke bhi proceed kar skte hai.
6th Step : Phir aisa page open ho jayega.
b: Fir “Consumer’ Consumption Cash Transfer Details” par clik kare.
7th Step : Uske baad aisa page open hoga.
yahan par “Consumer No” dale jo aapko gas passbook me mil jayenge. ( Ager aapke pass gas passbook nhi hai to aap account holder ka naam dal kar bhi apna account search kar skte hai.
8th Step : Uske baad aisa page open ho jayega.

Bas uske baad jo year aapne select kiya hai, ush year me aapne jitne bhi gas calendar fill karwaye honge, un sabhi ki subsidy jis bank me transfer huyi hogi uski details aapke samne aa jayegi.
To ish trike se aap apne LPG gas subsidy ka status check kar skte hai aur pta kar skte hai ki aapke bank account me LPG gas ki subsidy ke paise aa rhe hai ya nhi.
Ager aapko ye dekhne me koi problem aaye to aap comment karke puchh skte hai aur ager aapko ye article pasand aaya ho to ishe apne friends ke sath bhi share kare.
You May Also Like